शनिवार, 7 नवंबर 2015

Jain Religion answere 4

31. Samyktva ke kitne atichaar ka tyaag kiya jata he??
ans. 5
32. Pita Narak mai or putr Dev lok mai??
Ans: SHRENIK RAJA or ABHAY KUMAR
33. Panchendryi mai se bina mrityu kiska jiv ekindri bana?
Ans. Naag me se phool
34. Shree-mant hone k bavjud garib Kon ?
ans. Mamman sheth
35. Saas aur bahu ko 14 swapna aaye - kon ?
Ans. MARUDEVI MATA OR SUMANGLA
36. konsa chakra bina pahiye (wheel) k chalta hai??
ans. Kaal chakra
37. Veer aur Gautam buddha jivan me kitni baar mile ?
ans. sirf 1 baar
38. veer aur gautam buddh jab mile tab unhone kya baat ki thi?
ans. Kuch baat nahi ki, bas ek dusre ko dekha aur apne raaste pe chal gaye.
39. CHAYVAN KALYANAK  KA MATLAB KYA .?
ANS: JIS DIN TIRTHANKAR BHAGVAN  APNE  PICHLE  JANM KO PURA KAR  , TIRTHANKAR K JANM ME MAATA K GARBH ME AATE HE US DIN KO CHAVYAN KALYANAK KEHTE HE.

40. PURVA 99 VAR DADA  SHATRUNJAY PE AAYE. JAB BHI AATE WOH KON SA DIN HOTA THA.?
ANS: FAGAN SUD 8.
Jain Religion answeres

Jain Religion answere

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें