शनिवार, 7 नवंबर 2015

Jain Religion answer 1

1. Ravan kaun se kshetra me tirthankar banenge??

Ans. Airavat Kshetra
2. Abhavya markar kaha kaha nhi ja sakte hai ??
Ans. Anutar viman aur moksh
3. 700 chovisi tak kiska naam rahega??
ans. Sri chandra kewali
4. Veer prabhu ko samyaktva ki prapti kaun se kshetra me hui thi???
ans. Mahavideh chetra
5.Veer prabhu ke sasan me kitne ascharya hue
ans. 5
6. Sangam dev ko samyaktva kab prapt hua
ans. Nahi hua - wo abhavi tha.
7. Abhay kumar ko kitne prakar ki budhi thi
ans. 4
8. Anarya desh me veer prabhu ke sath aur kaun gaya tha
ans. Goshalak
9. Bal avastha me Rishabdev kaun sa aahar karte they???
ans. Kalpvruksh Ka aahar!!!
10. is avasarpi kal me purush me sabse pehle moksh kaun gaye??
ans. Bahubaliji

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें